Koyi aa kar mera hath thaam le

Koyi aa kar mera hath thaam le
Mujhe tanhaiyo se darr lagta hai
Koyi apna keh kar mera naam le
Mujhe harjaiyon se darr lgta hai,
Sama jaaye mere wajood mein,
Mujhe judaiyo se darr lagta hain
Mohabbat me, main dub jau magar
Mujhe gehraiyon se darr lagta hai.