Chali Jaati Hai Aaye Din Wo Beauty Parlour Mein Yu;

Chali Jaati Hai Aaye Din Wo Beauty Parlour Mein Yu;
Unka Maqsad Hai Misaal-e-Hoor Ho Jana;
Magar Ye Baat Kisi Begum Ki Samajh Mein Kyun Nahi Aati;
Ki Mumkin Hi Nahi Kishmish Ka Fir Se Angoor Ho Jana!